|
First Time On Internet
|
Coming Up Next
|
|
Pindiplus! Turns 4 Its a great pleasure to tell all of you that pindiplus has turned 4 ,this 6th October, 2007. It has been a humble effort from me and a great support from all those who have been with me through thick and thin. Thank you. |
| Zaroorat kya hai |
|
|
|
|
Sub ka ihsan uthanay ki zaroorat kya hai saath ho tum to zamanay ki zaroorat kya hai masla donoo ka hai tay bhee karain gay donoo, sher ko bich main lanay ki zaroorat kya hai dil se tay kar k kisi rooz alag hoo jao! chornay hai to bahanay ki zaroorat kya hai khawaishain dil se nikal Aain to hairat kaisi in parindoon ko thikanay ki zaroorat kya hai kia hoa us se jo pehlay sa talooq na raha sher ko choor janay ki zaroorat kya hai ghool chiriion ka tumhain kion nahi acha lagta jheel main zaher milanay ki zaroorat kya hai dil nasheeni ka wo kahta hai to main soochti hoon sang ko aaina khanay ki zaroorat kya hai phool ki shoor machatay kabhee daikha hai qamar tum hoo khooshboo to batanay ki zaroorat kya hai.. |