|
First Time On Internet
|
Coming Up Next
|
|
Pindiplus! Turns 4 Its a great pleasure to tell all of you that pindiplus has turned 4 ,this 6th October, 2007. It has been a humble effort from me and a great support from all those who have been with me through thick and thin. Thank you. |
| Samnay Tum |
|
|
|
|
Daikh K Tum Ko Hosh Main Aana Bhool Gaye Yaad Rahay Tum Aur Zamana Bhool Gaye Jab Samnay Tum Aa Jatay Ho Na Janaye Kia Ho Jata Hay Kuch Mill Jata Hay,Kuch Kho Jata Hay Kia Janaye Kia Ho Jata Hay Chaha Tha Yeh Kahain Gay Socha Tha Who Kahain Gay Aaye Who Samnay Tu,Kuch Bhi Na Kaih Sakay Bus!Daikha Kiye Unhain Hum Daikh Kar Tum Ko Yaqeen Hota Hay Koi Itna Bhi Haseen Hota Hay Daikh Patay Hain Kahan Hum Tum Ko Dil Kahin Hosh Kahin Hota Hay Jab Samnay Tum Aa Jatay Ho Na Janaye Kia Ho Jata Hay Kuch Mill Jata Hay,Kuch Kho Jata Hay Kia Janaye Kia Ho Jata Hay..!! Aa Kar Chalay Na Jana,Aaisay Nahi Satana Day Kar Haseen Labon Ko,Aankhon Ko Mut Rulana Daina Na Bayqarari Dil Ka Qarar Ban K Yadoon Main Kho Na Jana Tum Intezar Ban K Bhool Kar Tum Ko Na Jee Payein Gay Saath Tum Hogi Jahan Jayein Gay Hum Koi Waqt Nahi Hain Humdam Jab Bulaio Gay Chalay Aayen Gay Jab Samnay Tum Aa Jatay Ho Na Janaye Kia Ho Jata Hay Kuch Mill Jata Hay,Kuch Kho Jata Hay Kia Janaye Kia Ho Jata Hay..!! |