|
First Time On Internet
|
Coming Up Next
|
|
Pindiplus! Turns 4 Its a great pleasure to tell all of you that pindiplus has turned 4 ,this 6th October, 2007. It has been a humble effort from me and a great support from all those who have been with me through thick and thin. Thank you. |
| Ussay Bhool ja |
|
|
|
|
kahan aa kar rukay thay rastay..kahan mour thaa ussay bhool ja woh jo mil ghaya ussay yaad rakh, jo nahin mila ussay bhool ja woh teray naseeb ki barish kisi aur chhat pay baras ghaee dil-e-baykhabr mere baat sun ,ussay bhool ja ussay bhool ja main tou gum thaa teray dhiyaan main,tere aas main teray ghuman main saba keh ghaee meray kaan main ,meray paas aa ussay bhool ja.. kisi ankh main nahin aske-eghum,teray baad nahin kuch bhee kam tujhay zindaghee nai bhula diya,tu bhee muskara, usaay bhool ja..... na woh ankh he tere ankh thee, na woh khawab he tera khawab thaa dil-e-muntazir tou yeh kis liyay,tera jaghna ussay bhool ja.. yeh jo din raat ka hai khial sa,ussay daikh ,us pay yakeen na kar nahin aks koi bhee mustakil,sar-e-ainaussay bhool ja... jo bisat-e-jaan he ulat gaya,woh jo rastay say he palat gaya ussay roknay say hasool kiya,usay mat nila, ussay bhool ja ussay bhool ja |